How to Buy .Tk (dot Tk) Domain Free for one year: डॉट टी.के. डोमैन फ्री में ख़रीदे एक साल के लिए

aap free me ek accha sa domain kaise buy kare aur usko kaha se buy kare? जानना है तो chaliye. Hello दोस्तो, कैसे है आप सब लोग. aap sabhi ka bohut swagat hai mere is naye article me. aaj me aap logo ko bataunga ki aap free me ek domain kaise buy kare; aur usko kaha se buy kare?


दोस्तों agar aap ek domain buy karte hain to aapko kam se kam 400 रुपये se 500 रुपये kharch karne padte hain. Itna hi nahi; iske baad aapko hosting bhi kharidni padti hai jo ki aapko kam se kam 400 rupaye se 500 रुपये प्रति माह month ke hisab se milti hai .


Ab aapko apni सिर्फ ek website भी banane ke liye kam se kam 1200 rupay se 1500 Rupees ki dena padta hain, tab jake kahi aap apni ek website blogger ya phir wordpress par bana pate hain .


भाइयों agar aap kahi se hosting bhi kharidte hai to aapko apni us hosting par wordpress install karke, wordpress par apni website create kar sakte hain.


aaj main aapko batane wala hun ki aap FREE me koi bhi domain name buy karke blogger par apni website kaise bana sakte hain .


How to Buy .Tk (dot Tk) Domain Free for one year: फ्री फ़ोकट me koi bhi domain kaise khareede hindi me

दोस्तों सबसे पहले में ये बता दूँ, की Desi Listing ke liye mai pehle .Tk (dot.tk) domain kharidne ki koshish ki thi par wo kisi ne pehle hi le liya tha; aur mujhe desi-listing.tk hi chahiye tha, to maine phir blogger me hi desi-listing.blogspot.com chun liya. To chale aage badhte hai


To Dosto agar aap free me domain name buy karna chahte hain to aapko Freenom ki website par jana hoga aur waha par khud ko pahle register karna hoga . friends register karna bahut hi easy hai ,bas aapke pass google ka ek gmail account hona chahiye aur aap apne gmail account se is website par khud ko register kar sakte hain aur ab aap apne liye ek accha sa domain name yaha se search karke buy kar sakte hain .


Ab aapko apne liye ek domain chahiye to iske liye aapko Search box me jaana hoga aur waha par apne domain ka name type karke Search karna hoga.




Ab aapke samne PC ki Screen ya phir aapkE laptop ki screen par boht sare domains search result me aapko dikhenge .aap yaha se apne domain ko select karke Next button par click kare .iske baad aapki kuch detail aapke samne aayegi jo aapne account banate time fill ki thi .


ab aapko bas next karna hai uske baad aapke samne final step aayega aur yaha par aapko apne liye one year ke liye free me domain buy karna hai but friends aapko khud hi 12 month free ka option select karna hoga because by Default only 3 month free ka hi option select hota hai to yaha par aapko jyada dhyan dena hai aur apne liye jo aap domain le rahe hain to 3 month free ki base par aapko 12 month free ka option select karna hai. (aap uska screen shot dekh sakte hain ) bas uske baad ye domain one year ke liye aapka ho jayega aur aap apni website create kar sakte hain .



Dhyan Se dhyaan se: FREE for 12 month hi choone

Friends aapko ek baat aur bata du ki aap apne is domain se chahe to blogger par bhi website create kar sakte hain aur agar chahe to aap wordpress par bhi apne isi domain se apne liye ek acchi website create kar sakte hai .


thanks to all my lovey friends .